Har shaqs yahan hai
Thoda thoda pareshan
Kaisa yeh manzar
Kaisa samaa
Kismet se ladta hai
Har ek insaan
Kaisa yeh manzar
Kaisa samaa
Tune na jana teri kya khata
Baarish mein udta hai dhuan
Sooni si manzil soona raasta
Chingariyon ka hai nishaan
Tune yeh na samjha
Teri manzil aur thi
Fir kiske peeche tu gaya
Han, bheed mein khoya raha tu
Sapno se jaga jaldi tu
Rahon mein fir kyun kho gaya
Tune na jana teri kya khata
Baarish mein udta hai dhuan
Sooni si manzil soona raasta
Chingariyon ka hai nishaan
Ab aur nahin
Ab aur nahin
Duniya ke fandey
Aur nahin
Ab aur nahin
Duniya ke fandey
Aur nahin
Ab aur nahin
Duniya ke fandey
Aur nahin
Ab aur nahin
Duniya ke fandey mein ja fasaa
Tune na jana teri kya khata
Baarish mein udta hai dhuan
Sooni si manzil soona raasta
Chingariyon ka hai nishaan
Yeah
credits
from 2,
released December 2, 2013
Written and Composed by Anshul Bansal
Vocals, Guitars, and Bass by Amit Yadav
Drums by Deepak Singh
Produced by Amit Yadav
Mixed and Mastered by Amit Yadav