1. |
Armaan
03:31
|
|
||
Aise the, ghum saare
Apne dilon ko haare
Raaho pe, hum saare
Apne dilon ko haare
Kaise kahun, kaise jiyun
Ghum ye saare hain
Aise mere aasun bahe
Baaghi hain parvaaz
Armaan fir kyun yahin
Aise jaan deke bhi
Mere dil mein hai tu hi
Aur kuchh bhi nahi jaanam
Fir bhi baaki hain aawaz
Aur baaki hain sawaal
Arman fir kyun yahin
Zindagi begani, adhuri si kahani
Raaho pe uljhi hai, aduri si kahani
Kaise kahun, kaise jiyun
Ghum ye saare hain
Aise mere aasun bahe
Baaghi hain parvaaz
Armaan fir kyun yahin
Aise jaan deke bhi
Mere dil mein hai tu hi
Aur kuchh bhi nahi jaanam
Fir bhi baaki hain aawaz
Aur baaki hain sawaal
Arman fir kyun yahin
Khoye sabhi hain
Bhatki zindagi hai
Peele aasun hai to kya
Aage chalkar hi
Girke uthkar hi
Sunle apni tu aawaz
Armaan fir kyun yahin
Aise jaan deke bhi
Mere dil mein hai tu hi
Aur kuchh bhi nahi jaanam
Fir bhi baaki hain aawaz
Aur baaki hain sawaal
Arman fir kyun yahin
|
||||
2. |
Kabhi Milenge
03:22
|
|
||
Beete lamhon mein main khoya hun
Kya fir milenge yeh soche tu?
Kaise rahenge hum juda hoke
Tere bin har ek pal
Lagta hai yeh sadiyon bhar
Kabhi milenge aur kahenge
Apne dil ki baat
Kabhi sunenge jab milenge
Teri daastan
Kabhi milenge aur kahenge
Apne dil ki baat
Kabhi milenge hum wahan
Kabhi kahenge hum
Apne dil ki baat
Kaise kate na jane beete pal
Naa chain hai dil ko na jaane wala kal
Kaise rahenge hum juda hoke
Tere bin har ek pal
Lagta hai yeh sadiyon bhar
Kabhi milenge aur kahenge
Apne dil ki baat
Kabhi sunenge jab milenge
Teri daastan
Kabhi milenge aur kahenge
Apne dil ki baat
Kabhi milenge hum wahan
Kabhi kahenge hum
Apne dil ki baat
|
||||
3. |
Dil Ki Sada
03:19
|
|
||
Beeti in baaton mein
Kho ke aasun kya
Apne ab jo aage hein
raaste hazaar
Hum hein yahan
Hum hein jawan
Khoye dilo ka faasla
Ab hai yakeen
Jana wahin
Jaha chale dil ke sada
Khyal in raaton ke
Ab jaane bhi do yaar
Humari fitrat mein
Bus chalna hai likha
Hum hein yahan
Hum hein jawan
Khoye dilo ka faasla
Ab hai yakeen
Jana wahin
Jaha chale dil ke sada
|
||||
4. |
Ek Sa
02:41
|
|
||
Roko mujhe roko na bahar aane do
Mein pehle koi aur tha vaade nibhane ko
Na bolo
Mujhko ab hai pata
Shayad mein patthar dil hi tha
Na khush reh sakta na khafa
Lagta har pal hai ek sa hi mujhe
Chhodo unhe chhodo beeti baat jaane do
Tu pehle koi aur tha vaade nibhane ko
Kya bolun
Mujhko ab hai pata
Shayad mein patthar dil hi tha
Na khush reh sakta na khafa
Lagta har pal hai ek sa hi mujhe
|
||||
5. |
Sapney (Acoustic)
02:32
|
|
||
6. |
|
|||
Dil mein raha na koi gila
Fanaa, fanaa
Jhootha tha tera vaasta
Fanaa, fanaa
Armaano ke, toofano mein
Milke, kaise khoye hain jahan
Mere nahin dil mein raha
Tere khayalon ka faasla
Socha na tha aisa hoga
Tere bina kya
Dil mein raha na koi gila
Jab se hue hein hum juda
Jhootha tha tera vaasta
Fanaa, fanaa
Anjaano se, veerano mein
Ban ne lagi hun nayi daastan
Sapno ki is duniya se
Aage chalke hai raasta
Socha na tha aisa hoga
Tere bina kya
Break me down again
I know you love to see my pain
|