We’ve updated our Terms of Use to reflect our new entity name and address. You can review the changes here.
We’ve updated our Terms of Use. You can review the changes here.

3

by Sifar

/
  • Digital Album
    Streaming + Download

    Purchasable with gift card

     

    You own this

1.
Bhakt 03:48
Jo kismet se mila Meri vo to shaan hai Apne iss dharm ka Sabse bada naam hai Dil mera kaala sahi Aawaz oonchi hai Koi maane ya nahin Kambakht jhoothe hein Mere khuda ne bheja hai Mujhko unke liye Koi maane na to kar denge kurbaan Sapno mein jo mile Bhakti saakar hai Apne iss dharm ka Sapne aadhar hain Dil mera kaala sahi Aawaz oonchi hai Koi maane ya nahin Kambakht jhoothe hein Mere khuda ne bheja hai Mujhko unke liye Koi maane na to kar denge kurbaan
2.
Far Away 03:19
Everything’s broken I’m living a lie Stuck down here thinking it’s alright Under the surface Nothing makes any sense I think I need to break this prison I’m in Alright Far away I’m calling out your name I say the words I don’t know if you’ll ever hear them Rise again I’m calling out your name I say the words I don’t know if you’ll ever hear them
3.
Inn deewaaron ke rog purane hein Sapne chhote aur oonche paimane hain Aur kuchh bhi nahi hain Yehi zindagi hai Inn deewaaron ke rog purane hein Apne sahi hain aur jhoothe begaane hain Aur kuchh bhi nahi hain Yehi zindagi hai Bikhrenge sab yahin koi raasta ab nahin meri jo jhoothi duniya hai
4.
I was not hiding I was unsure And I was really right there You, hey man, you got me wrong You, hey man, you got me wrong I was not ready And I want a little more And I was really right there You, hey man, you got me wrong You, hey man, you got me wrong
5.
Aise the, ghum saare Apne dilon ko haare Raaho pe, hum saare Apne dilon ko haare Kaise kahun, kaise jiyun Ghum ye saare hain Aise mere aasun bahe Baaghi hain parvaaz Armaan fir kyun yahin Aise jaan deke bhi Mere dil mein hai tu hi Aur kuchh bhi nahi jaanam Fir bhi baaki hain aawaz Aur baaki hain sawaal Arman fir kyun yahin Zindagi begani, adhuri si kahani Raaho pe uljhi hai, aduri si kahani Kaise kahun, kaise jiyun Ghum ye saare hain Aise mere aasun bahe Baaghi hain parvaaz Armaan fir kyun yahin Aise jaan deke bhi Mere dil mein hai tu hi Aur kuchh bhi nahi jaanam Fir bhi baaki hain aawaz Aur baaki hain sawaal Arman fir kyun yahin Khoye sabhi hain Bhatki zindagi hai Peele aasun hai to kya Aage chalkar hi Girke uthkar hi Sunle apni tu aawaz Armaan fir kyun yahin Aise jaan deke bhi Mere dil mein hai tu hi Aur kuchh bhi nahi jaanam Fir bhi baaki hain aawaz Aur baaki hain sawaal Arman fir kyun yahin
6.
Toote sapne, beeti raatein Bikhre hue hein kuchh iraade Khaali pade hain shamiyane Bhoole hein hum khud se ye vaade Koi to mujhko chilla ke keh raha hai Teri kya hasti kya teri inteha hai Usne na jana kya mera aasman hai Meri aankhon mein junoon, ab mein kya kahoon Main khuda hun Sabse juda hun Saara jahan hun Main khuda Saanson mein baati mene saanse Aankhon mein kaati mene raatein Saathi the mere kuchh purane Milte nahi ab vo thikaane Koi to mujhko chilla ke keh raha hai Teri kya hasti kya teri inteha hai Usne na jana kya mera aasman hai Meri aankhon mein junoon, ab mein kya kahoon Main khuda hun Sabse juda hun Saara jahan hun Main khuda
7.
Fanaa 04:35
Dil mein raha na koi gila Fanaa, fanaa Jhootha tha tera vaasta Fanaa, fanaa Armaano ke, toofano mein Milke, kaise khoye hain jahan Mere nahin dil mein raha Tere khayalon ka faasla Socha na tha aisa hoga Tere bina kya Dil mein raha na koi gila Jab se hue hein hum juda Jhootha tha tera vaasta Fanaa, fanaa Anjaano se, veerano mein Ban ne laga hun nayi daastan Sapno ki is duniya se Aage chalke hai raasta Socha na tha aisa hoga Tere bina kya Dil mein raha na koi gila Jab se hue hein hum juda Jhootha tha tera vaasta Fanaa, fanaa Anjaano se, veerano mein Ban ne laga hun nayi daastan Sapno ki is duniya se Aage chalke hai raasta Break me down again I know you love to see my pain
8.
Beeti in baaton mein Kho ke aasun kya Apne ab jo aage hein Raaste hazaar Hum hain yahan Hum hain jawan Khoye dilo ka faasla Ab hai yakin, jana wahin Jaha chale dil ki sada

credits

released September 16, 2016

Tracks 1, 2, 3, 4, 5, and 8 written, and composed by Amit Yadav
Track 6 written, and composed by Anshul Bansal
Track 7 written by Amit Yadav & Shivangi Bhayana, and composed by Amit Yadav

Vocals by Amit Yadav
Backing Vocals on track 8 by Jannat Kalsi

Guitars on track 1 by Amit Yadav, and Sachin Mittra
Guitars on tracks 2, 3, 4, 5, and 7 by Amit Yadav
Guitars on track 6 by Sachin Mittra
Guitars on track 8 by Vinod Patney

Drums on tracks 3, 5, 6, and 7 by Deepak Singh
Drums on tracks 1, and 2 by Deepak Singh, and Amit Yadav
Drums on track 4 by Amit Yadav

Bass, Synths, and MIDI Programming on tracks 1, 2, 3, 4, 5, 6, and 7 by Amit Yadav
Bass, Synths, and MIDI Programming on track 8 by Naren Thota

Tracks 1, 2, 3, 4, 5, 6, and 7 were produced by Amit Yadav
Track 8 was produced by Naren Thota

Tracks 1, 2, 3, 4, 5, 6, 7 were mixed by Amit Yadav
Track 8 was mixed by Naren Thota

Tracks 1, 2, 4, 5, 6, 7, 8 were mastered by Amit Yadav
Track 3 was mastered by Pete Maher

Recorded at Beatfactory, Mumbai

Artwork by Valiullah Hashmi

license

Some rights reserved. Please refer to individual track pages for license info.

tags

about

Sifar UK

Official Website of the Rock band Sifar.

contact / help

Contact Sifar

Streaming and
Download help

Shipping and returns

Redeem code

Report this album or account